Ay ishq tujhe khuda ka wasta...... Ya yaar day ya maar day day :((
Ay ishq tujhe khuda ka wasta...!<
+
Ya yaar day ya maar day day...!<
+
Us ka pyaar nahi to mujhe kaza day day...!<
+
Khuda tu meri zindagi ko parda day day...!<
+
+
Us saksh ko mere dil mein jagha day day...!<
+
Gar us ko chahna khata hy meri...!<
+
Phir shouk se tu mujh ko saza dy dy...!<
+
Ya to main jee sakoo us K bagair...!<
+
Ya mujhe chahne ki use wajha dy dY...!<
+
Gar ho sake to mujhe kaafir kar de...!<
+
Nahi to mujhko tu mera dost dy dy...!<
+
Apni surat mein us ka chehra nazar Aaye...!<
+
Ya khuda mujh ko tu aisa Aaina dy dy...!<
+
Ya bhuja dy chirag meri raaho K ya mujhe...!<
+
Meri manzil ka pata dy dy...!<
+
Jane Q dam nahi nikalta mera...!<
+
Ay ishq tuje khuda ka wasta...!<
+
Ya yaar dy dy ya maar dy dy...!<
+
Submitted by
Name: | PaYari_NaZi |